Posts

Install Truebalance App And Get 20Rs. Free Recharge Instantly

Image
How to install Truebalance app and get 20Rs. Free recharge instantly?   Hello Friends mai hoon Satyam aur ap hai India Smart Help Ki website par aur mai apka welcome karta hoon. Friends aj ka topic hai ki kaise Truebalance se Free me 20Rs.  Recharge pa sakte hai wo bhi install karne ke turant bad aur ye ek best recharge app jo ki har Android phone me install hone chahiye. To chaliye jante hai. Hum Truebalance app kyo install kare?  To friends Truebalance mai apko install karne ke liye mai es liye nhi bol rha hoon ki esme apko 20Rs.  Ka free recharge mil rha hai balki mai ap sabko install karne ke liye esliye bol rha hoon ki apko Truebalance me kaphi recommended options mil jate hai truebalance me apko 20 Rs. Free recharge ke sath sath apko har friends ke refer par apko bhi 10Rs.  Ka free recharge mil jata hai aur esme apko eska sabse khas feature jo ki apke mobile ka Mobile balance, talktime offers, Data offers, aur data usage etc.  Ko track kar sakte hai....

How To Kill All room Masquito from your smartphone?

Image
अपने स्मार्टफोन से कमरे के सारे मच्छर कैसे भगाये? Hello Friends mai Hoon Satyam Aur ap hai India Smart Help Ki website par aur mai apka welcome karta hoon dosto aj ka topic hai ki kaise apne smartphone se hi ghar ke sare masquito (मच्छर) kaise bhagaye free aur ye trick 100% work karta hai. Dosto ajkal marcket me anti-masquito product jaise Goodnight Power refill, Goodnight coils, Goodnight fast card etc. Anti-masquito product marcket me available hai. Jo masquito yani (मच्छर) ko kill karte hai hai but mai aj mai apke liye ek trick lekar aaya hoon jo apke smartphone se hi sare masquito bhag jayenge aur haa ye koe mazak nhi 100% working hai. Maine ese khud try kiya hai phir apke liye laya hoon. Dosto ye trick ek Android app par adharit hai jiska name hai "Anti-Masquito" ye app 100% work karti hai Sabse pahle hum ye jan lete hai ki ye trick kaam kaise karti hai? Read Also>>  Apne smartphone ko bina touch kiye kaise use kare? How to work Anti-Masquito App on your smartphone...

Install TouchPal Keyboard And Make Your Typing Fast And Easy

Image
How To Make Your Typing Expriance Fast And Easy?With TouchPal Keyboard. Hello Dear Friends Mai hoon Satyam aur ap hai India Smart Help ki website par aur mai apka dil se welcome karta hoon. dear friend keep visiting on India Smart Help.  Dosto ajka topic hai ki kaise apne typing expriance ko batter bana sakte hai vo bhi apne smartphone phone me aur apne chatting ko fast aur correct spelling kar sakte hai wo es simple se trick ko fallow karke. Yadi ap whatsapp, facebook messenger, instagram, twitter, google+, etc.  Social ka use karte hai to apne dekha hoga ki apke sath chat karne wala apka friend apko apse fast typing karke fast reply karta hai aur ap yahi sochte hai ki yarr ye kaise etna fast aur ekdam correct spelling ke sath reply karta hai to ghabra jate hai Ayt yahi sochte hai ki kaise ye etni fast reply kar rha hai aur kabhi kabhi apka friend apko bol bhi deta hai ki yarr fast reply karo to apko samajh me nhi ata ki kare to kya kare to dosto mai apko bata doo ki ye koe m...

Kisi English Book Ko Hindi Me Live Translate Kaise Kare?

Image
How to Translate english book in hindi with Google Translate app free?  Hello friends mai hoon satyam aur ap hai India Smart Help ki website par mai apka welcome karta hoon aur aj hum janenge ki kaise kisi english book ko ap completely hindi me translate kar sakte hai vo bhi live apne mobile me camera ke jariye yadi ap ek student hai to ye apke liye kaphi kaphi helpful hoga aur mere khyal se apko ye jan lena chahiye yadi apka english weack hai to don't worry mai apko eska bhi solutions bataunga aur i hope ki apka ye problem kaphi had solve ho jayega.  Kisi Bhi English Book ko Hindi Me Live Kaise Translate Kre?  Friends ye jo trick hai wo Google Translate app par adharit hai ye har un students ke liye usful hai jo apne English ko perfect banana chate hai kabhi kabhi aisa hota hai ki hum koe book read karte hai to yadi usme kuchh deficalt english sentence aa jate hai to usmka matlab nikalna unke liye muskil ho jata hai jiski English thodi weack hai but ye Google Translator ...

How To Make Awesome Gif With Your Name Free

Image
Make Your Awesome  Name Gif On Your Android Phone Hello Friends mai hoon Satyam aur ap hai India Smart Help ki website par dosto mai apka Welcome karta hoon friends aj hum janenge ki kaise apne Android phone me best and awesome gif, videos kaise banaye wo bhi apne name ka simply apne mobile me.  Dosto ajkal har koe facebook whatsapp instagram etc.  Use karte honge aur har koe funny gif awesome gif etc.  Send karte hai aur apne chatting ko improve karte hai yadi ap khud se apne mane ko gif ya video banana chahte hai to ye trick apke liye hai to chaliye mai apko bataunga. Read Also>> Apne phone ko bina touch kiye kaise use kare? Kaise apne name ka video banaye? wo bhi apne mobile me. Aj hum jis app ki madad se best name gif ya videos banayenge vo app hai  LEGEND only ye app playstore me best gif maker app hai aur ye ek best app eski rating 4.5 hai aur 1 million download hai Es app ki sabse khas bat ye hai ki es app ki madad se ap best HD 1080 quality videos ...

Apne Smartphone Ko Bina Touch Kiye Kaise Use Kare?

Image
How To Control Your Smartphone Without Touch With Voice Access  Hello Friends Mai Hoon Satyam Aur Ap hai India Smart Help Ki Website par mai apke apni hindi website par apka welcome karta hoon. Friends ajka topic hai ki ap apne Android phone ko easly apne voice se kaise full access kar sakte hai bina kisi dikkat ke to chaliye suru karte hai to sabse pahle mai apse ek request karta hoon yadi apne apne yani meri website India Smart Help ko Subscribe nhi kiya hai to plz ap Email address enter karke Subscribe karle kyoki ye apko kar lena chahiye mai es website par daily interesting mobile se related tips and trick lata rahta hoon. To chaliye apne topic par bat karte hai aksar apne socha hoga ki agar ap apne mobile ko touch kiye bina use full control kar pate to kitna achha hota google ki Google Now app apke device me inbuilt hoti hai jiska use karke ap apne phone ke home page par hi ap internet search kar sakte hai vo bhi apne language me aur apko bahot sare suggested results show kart...

Kaise YouTube Ke Videos Ko Download Kare Free Me?

Image
How to download unlimited YouTube videos free?  Hello friends mai hoon Satyam aur ap hai India Smart Help ki website par apka welcome karta hoon. Dosto aj ka topic hai ki YouTube ke koi bhi videos ap YouTube ke Official app YouTube Go se kaise download kar sakte hai aur use apke friends, family etc.  Ko send bhi kar sakte hai to chaliye mai apko batata hoon Dosto kabhi kabhi aisa hota hai ki aj koe bhi Video YouTube par drkh rhe hote hai to wo video apko pasand aa jati hai to ap use download karna chahte honge aise me ap kya kre? Jab apko koe bhi video ko pasand aa jati hai to ap use download karne ke liye ap us video ko google me search karte hai results ye ata hai wo video apko sayad nhi milti kyoki wo video sirf aur sirf youtube par hoti hai. Jab apko koe video pasand aa jata hai to ap sochte hai ki ye video mera friend bhi ye video dekhe aise me apke pas send karne ka bhi koe options nhi hota hai ki ye video ap apne friend ko share kar sake. En sab samshya ko dekhte huye Y...