Install Truebalance App And Get 20Rs. Free Recharge Instantly

How to install Truebalance app and get 20Rs. Free recharge instantly?

 



Hello Friends mai hoon Satyam aur ap hai India Smart Help Ki website par aur mai apka welcome karta hoon. Friends aj ka topic hai ki kaise Truebalance se Free me 20Rs.  Recharge pa sakte hai wo bhi install karne ke turant bad aur ye ek best recharge app jo ki har Android phone me install hone chahiye. To chaliye jante hai.

Install truebalance aur paye 20Rs. Free recharge

Hum Truebalance app kyo install kare? 

To friends Truebalance mai apko install karne ke liye mai es liye nhi bol rha hoon ki esme apko 20Rs.  Ka free recharge mil rha hai balki mai ap sabko install karne ke liye esliye bol rha hoon ki apko Truebalance me kaphi recommended options mil jate hai truebalance me apko 20 Rs. Free recharge ke sath sath apko har friends ke refer par apko bhi 10Rs.  Ka free recharge mil jata hai aur esme apko eska sabse khas feature jo ki apke mobile ka Mobile balance, talktime offers, Data offers, aur data usage etc.  Ko track kar sakte hai. 

Truebalance app me apko online recharge ko bhi options mil jata hai aur apko har recharge par 10% extra cashback bhi mil jata hai joki guarantee hai. 
Apko esme apne mobile ka balance check karne ke liye koe ussd code dial karne ki koe jarurat nhi hai bas apne notifications bar ko pull down kijiye aur apne account me remaining balance aur data balance sab kuchh update payenge

Truebalance kya hai? 

Truebalance ek auto Malti Operator Balance Updater hai yani apke mobie par hone wale sabhi data calls, Voice calls ko automatic trak karta hai aur apko credit card and debit card or netbanking ke recharge options mil jata hai aur har recharge par 10% cashback mil jata hai.

Refer and earn recharge 

Frieds apko esme refer and earn ka option mil jata hai yadi ap apne kisi friend ko ye app refer karte ho apko per friend 10Rs.  Mil jata hai jiska use karke ap apne mobile ko recharge kar sakte hai joki 100% genuine app hai . To chaliye suru karte hai. 

Install kare truebalance aur paye 20Rs. Ka free recharge 

1>>> Sabse pahle apko apne playstore me jaye aut search bar me type Truebalance  aur first wala app install kar le ya phir ap simply es link par click karke install kar sakte hai.
[Click harr to install Truebalance app]

Kisi ek tarah se install kar le aur simply open kijiye.

2>>> Open kijiye aur apke samne language selection ka option aayega  usme ap apna language choose kar le phir next kijiye

3>>> Next apko Truebalance app ko accessibility ki permission allow karni hogi simply allow kar dijiye

Truebalance se paise kaise kamaye


4>>> Permission allow karte hi apke samne registr ka option aa jayega ab apko 1st wale me mobile number 2nd me apna koe bhi 8 digit ka password choose kar lijiye 3rd me jo Sabse important hai ki apko Refer code dalna hai.
Refer code me ap  22NDC63P hi dale 
Yadi ap refer code nhi dalenge to ap 20Rs.  Ka free recharge miss kar denge so ap refer code jarur dale.

Truebalance  se 20 Rs.  Ka free recharge kaise kare


5>>> Ab simply apko Register par click karna hai aur ye apke mobile number ko verify karega OTP se so verify kar le.

Note>Dhyan rhe jo mobile number apne enter kiya hai vo sim apke mobie me hona chahiye tabhi ye otp se verify kar payega.

6>>> Congrats apko 10Rs. Free +10Rs. Free loan mil gya hai yani pure 20 rupye ab ap turant ese recharge kar sakte hai.
Truebalance se recharge kare free me


7>>> Yadi apko turant recharge karna hai to ap siply recharge par click karke apna koe bhi prepaid mobile recharge kar sakte hai.

8>>> Refer And Earn- simply ap sidemenu bar me jaye aur ferer and earn par click karke apna link apne friend ko refer kare aur har new refer par apko 10Rs.  Ka free recharge turant milta hai.

Dosto ajke es post me bas etna hi milte hai agle post me yadi apko ye post pasand aaye to plz facebook par share karna na bhule aur yadi apko koe bhi paresani aa rhi hai to hume comment box me jarur bataye.......!

                                           Thank you.........!

Comments

Popular posts from this blog

Android Phone ka Maximum Volume Kaise Badaye/ Increase Kaise Kre?

Install TouchPal Keyboard And Make Your Typing Fast And Easy

Janiye MX Player Hidden Features Ke bare Me Jise Ap Nhi Jante